Perfect Bezzati ๐ฏ๐๐๐
"Do din me do blog!๐คฆ♀️... Kaam nahi hai kya? " Aisa mat bolo hai hame kaam par time nikaal ke likh rahe hai toh badi baat nahi hai.... So yeh baat hai 2019 ki.. Ek bade hi normal din par.. Ek badi hi normal so science ki class chal rahi thi.. Par kaash din itna normal hota...par nahi upar wale ke man me alag hi recipe pak rahi thi.. Aur dish ka naam tha "Meri perfect bezzati".. So sab thik hi chal raha tha until hamare priya sanjay sir ne kaha mujhe woh ek chalk box leke aana bio lab me rakhe almira se.. Baat itne me khatam hoti toh thik thi but sir ek line add ki, ki woh sabse upar wale shelf me hai๐ง๐ฎ๐ฒ.. Almirah to burj khalifa se bhi ucha tha.. Par tabh mujhe dar nahi laga.. Aur nikal liye ham apni bezzati karane... Pahuch gaye ham bio lab.. Pehle chaaro taraf dekha and bio lab me the kuch parents and teachers.. Mera master plan tha ki chup chapu jayenge.. Chalk ka dabba layenge... Sher ki chal chalte chalte ekdam halke pavo se gaye ham andar.. Ma'am ne ...